fir suba ho jayegi, or jindgi aage baad jayegi...
kab tak pichli raat ko leke rouga..
dil mai kab tak dard ka bij bouga...
sapno mai jaha tu mere sath
hakikat mai na mile tera sath..
har bar dil ko samjau,or dil na mane toh purane zakhm
yaad dilau....
en sapno ko hakikat mai na badal paya mai
apni chahat se na mil paya mai
hasne ko khushiya nahi or rone ko gam kam nahi
kya karu ye samaj aaye nahi
jindagi aage badh gae or mari khushiyo ki gadi chuut gae
jo kiya uspe pachtaya, kya karu ye samaj na paya
or na kisi ko samja paya...
andhere mai raiha kar, andhere se ladh kar haar gaya hu
par roshni ki ummid mai jaag raha hu
fir ek suba ki tafar nikal chuka hu
pane ko bhut kuch, khone ko nahi ab kuch .......