ye zindagi ek lambi raat hai ...
roshani tabhi jab tu maire sath hai ...
kya karu ki tu mil jaye...
or ye raat nae suba ho jaye.......
ye raat ab mujhe pasand nahi....
chalo chale dur kahi.....
par ye bhi ek raat ki tera hai....
tu mil jaye ye bhi ek sapne ki tera hai....
ye raat abhi baki hai...
suni , fiki or khali hai...
maan kare ki kar pau tujhse apni dil ki bate....
fir sochu kya padh pauga teri masoom si aakhe
tujhe bhula na paya mai or....
raat ko aapna na paya mai.....
ek dhoop ki kiran ka sahara mil jaye.....
taki ye raat kisi tera cut jaye.....
By- Prashit mathur