Mai sach nahi bolta , jhoot ki aadat hai mujhe
Mai sach ka sammna nahi karta
Dard ki adat hai mujhe
har cheez ko dil se nahi jodta
cheen jane ka dard hai mujhe
Tumhari har ek baat se pyar hai mujhe
Etna ki bata nahi sakta
Har baat samja nahi sakta
Tum se nata jood nahi sakta
Janta hu tumhare jaisa mai baan nahi sakta
Shayad tumse kabhi nahi mil pau ab mai
Apan pyar fir baya na kar pau mai
Buss mujhe bhul na jana , dhost samajna
Or mujhse nafrat na karna, jhuta nahi tha mai
Buss bolne se darta tha mai
by - Prashit Mathur
No comments:
Post a Comment